Friday, March 11, 2011

Good Ghazal

Wo apni saari nafratein mujh pay lutata raha….

Mera dil jis ko sada mohabbatein sikhata raha….

Us ki aadat ka zara ye pehlo to dekho….

Mujh se kiay vaaday wo kisi aur se nibhata raha….

Kuch khabar nahi wo shaks kya chahta tha….

K taaluq tor kar bhi mujh ko aazmata raha….

Tootay huay taaluq main bhi kitni mazbooti hai

Main jitna bhulata raha wo utna hi yaad aata raha....!!!

Thursday, March 10, 2011

Funny Sms 4 U

Boy was late to reach home 4m bar, his father said "kaha tha tu?"
Boy-"Friend ke ghar me tha."
Fthr- Kya kar rha tha waha,
Boy-study
Father called his 10 friends.
4 answered:
"Haan uncle, yahi par tha"
3 answered:
"abhi just nikla hai"
2 answered:
"yahi hai uncle, Pad raha hai...phone du kya..?"
Aur ek ne to had kar di
He Answerd:
"Haan papa, bolo kya hua?"
............................................................................................
Man to Doctor: Nahata hu to gila hota hu, khata hu to bhukh nahi lagti, Pita hu to pyas nahi lagti, koi upay batavo.
.
.
.
.
.
Dr: Raat ko dhup main so jao.! :P
                              ..............................................................................
Jab guzar jaye gi Bahar to Kya Karo gay
Yad aye ga Mera Pyar to Kya Karo gay
.
Satate ho aise jaise Ajnabi houn Main
Jab Rothe ga Tum se Yar to Kya Karo gay
.
Apnao gay kisi aur ko mujhe tanha chor kar
Usey hoga na tum se Pyaar to Kya Karo gay
.
Aakhir Laut ao gye Tum Meri Rahon pe
Phir milega na pehla Pyar to Kya Karo gay
.
Abhi to Hanste ho Meri Wafaon pe
Yar phir Rona bi hoga Bekar to Kya Karo gay

Wednesday, March 9, 2011

Nashe mein dooba rahta hoon

s jaam ki aadat jab tak mila na tha tumse
ab to zarrorat ban gayi hai
Jab se milke bichre hain
hothon pe hansi aankhon mein nasha ,
sabko hai pata
Main sharaabi ban gaya kyon
mujhko na bata
Yeh zakhm tera, ye zurm mera
Na bhool sakoonga kabhi
Nashe mein dooba rahta hoon, tou
Tumko bhoola rahta hoon